Navratri 2025 Day 6: Who is Ma Katyayani? Know colour, puja rituals, shubh muhrat

Jai Jai Ambe Jai Katyayani, Jai Jagmata Jag Ki Maharani
Baijnath Sthan Tumhara, Waha Vardati Naam Pukara
Kayi Naam Hai Kayi Dham Hai, Yeh Sthan Bhi Toh Sukhdam Hai
Har Mandir Mein Jyot Tumhari, Kahi Yogeshwari Mahima Nyari
Har Jagah Utsav Hote Rehte, Har Mandir Mein Bhagat Hai Kehte
Katyayani Rakshak Kaya Ki, Granthi Kate Moh Maya Ki
Jhoothe Moh Se Chhudane Wali, Apna Naam Japane Wali
Brihaspativar Ko Puja Kariye, Dhyan Katyayani Ka Dhariye
Har Sankat Ko Door Karegi, Bhandare Bharpoor Karegi
Jo Bhi Maa Ko ‘Chaman’ Pukare, Katyayani Sab Kasht Nivare.

Disclaimer
The information in this article is sourced from religious texts, scholars, and astrologers. We are only a medium to bring this information to you. Users should consider this information for informational purposes only.

Leave a Comment